Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

jee jeee :blush: :hula: shukran ya aunty :stuck_out_tongue:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:omg:
P.S. bewaqt sone ko kaun kehta hai :smilestar:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

wht abt others :bummer::bummer::bummer:

:chai:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

welcomon ya shoby

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Shoby: the one u answered me,..

and the reason being that it’s not nice to make fun of others :halo:

except people in authorities… unn kee tau gheebat bhee jaaiz hai :fatee:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:naraz:

neend to aa jati hai na :crying:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

does it mean gheebat :aq:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Annu Unkil: too bad buddy :p mazak thaa

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

acha betime hi aati ahi aadhi raat ko flooding jo kerni hoti hai :stuck_out_tongue:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

aunty.. 2-12 paRho.. aaNkhaiN haiN yaa tich button :chai:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

no aunty :p aik do bachiyoon ko ka kyal rakhna parta hai :p

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

i know post edit kerne wale jhootay log:halo:

shoaib yeh bachiyaan kiya tumhari choti behnain hain yaa real ki betiyaan ahin :konfused:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:rotfl: lol @ choti behnain :omg:
yaar bachiyaan bolay to .. cute cute larkiyaan :stuck_out_tongue:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

shoby mahol ko aloodgi se bachana chahiye ganda nahi kerna chahiye :emmy:

Maholiyaati aloodgi cafe ke liye muzir hai …wizart-e-cafe :chai:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

saboot daY kar baat karo chachi jaan :smokin:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

not fair aunty :naraz:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

post number 47 ko doobara se dekhien apna kala chashma utaar ker shyaad nazar aa jaye uncle aap ko :chai:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:fatee: msn per ker lena naa

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

post number 47 maiN takhreebi kar-rawaai kaY nateejaY maiN sahaafat kaY zarreeN ussooloN kaY teh’t radd-o-badal kar diyaa gayaa hai :smokin2:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

mere narazgi chal rahi hai kishi say :naraz: