Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Ji haan main aik Bohaat hi AAala and Qeemti qisam ka Haiwaan hoon … mera shumaar Ashraf-ul-Makhlooqat main hota hay, and mujhay aam zabaan main Hazrat-e-Insaan kehtay hain :blush:

iss say ziaada ham nai khul saktay, oopar say orders hain :frowning: