ye ajab fasal-e-firaaq hay

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

Waqai ajab fasl hai :lajawab:

Per dil kab ka kiyun udaa hai? Salary nahin aai kia?

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

Udaaa nai Udaas hota hay :-p
bas kuch aisa hi hay :crying:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

abhi salary ka time nahi hua:smack:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

ye april ki salary ki baat ho rai hay :barbie:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

:eek:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

ab bataoo k salary ka time hay k nai :crying:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

nahi :nahi: hur cheez ka apna waqt hota hai…ab April ke salary bhool jaiye :mehr:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

Hamri to May ki bhi kal tak aa jae gi :yahoo:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

bhoolta kon hay :@:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

mashaALLAH, ALLAH buri nazar se bachiye :slight_smile:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

IS :smiley:

meri bhi May wali aa gaye…but its early 'cuz 4 days baad vacations :yahoo:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

Aameen. Allah sab ke rizq main barkat ata farmae.

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

mashaALLAH
bas yaha ik mai hi hon jis ki ik month late ati hay salary :crying:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

aameen

nahi…last year meri bhi late aati thee…

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

poetry ki bijaye Salary ki baat hoing :crying:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

apko bhi nahi mili kya ?:5:

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

Ameen SumAmeen :-)

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

last year meri tu time pe a jati thi
liken itni b late nai hoti ho gi

Re: ye ajab fasal-e-firaaq hay

pehli post mai poetry hi post ki hay salary nai :crying: