Yaqeen

Wo mujah ko chor giya tu yaqeen aya
Koyee behi shaksh zaroori nahi kisi kay liya

Izhar

Us ko chaha behi to izhar na karna aya
Kat gayee umer piyar na karna aya

Us nay manga bahi kuch to judai mangi
Aur hum they ka hamain inkar na karna aya

Re: Yaqeen

:k: one of my fav. :k:

Re: Izhar

khoob khoob:k:

bohut khoob dilsay:k:
they both are my fav.thanks:)

Re: Izhar

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Us ko chaha behi to izhar na karna aya
Kat gayee umer piyar na karna aya

Us nay manga bahi kuch to judai mangi
Aur hum they ka hamain inkar na karna aya
[/QUOTE]

*sigh...

Thanks

Kanwal

Lagta hai ka aap ko kis kee yaad aa gayee...

Re: Thanks

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Kanwal

Lagta hai ka aap ko kis kee yaad aa gayee...
[/QUOTE]

jee.. :) hehe..

very nice
thx for sharing!