Yaqeen

"Aik khatoon ko apnay shohar per shak ki aadat thi.Jub bhi wo kahin say wapas aata tu wo uska coat ,cheezain etc. baree arq raizee/tafseel say check kertee.Agar ek baal bhi nazar aa jaata tu baicharay shohar ki shaamat aa jaati.
Aik din shohar daftar say ghar aaya tu uss nay uskay libaas ko pooree tarha check kiya laikin kuch bhi nazar na aaya.
Achaaa ,uss nay monh bana ker kaha,“ab tum nay ganji auraton kay saath bhi dostee shuru ker di hai”…

Re: Yaqeen

ha ha good one!

Re: Yaqeen

:rotfl: