--Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay...

#27
Kuch likha apnay boseeda say journal wournal main, wo bhi chup chupa k kon jaiga wahan aur kuch parhayga… khud hi bore hokar wapis aajaoiga… lekin nai bava… awaam un naas to Mirreeskh (Mars) par pohanch jain agar pata chal jai k wahan kuch to hay jiss parda daari hay…
Khair… sawaal to itna zor daar nai tha lekin jawaab nay to hadd ki bhi hadain torh din ( yes I am also R O F L’ ing just like AQ is doing in my journal) …
well, look at as I am quoating… what a Problemitic Girl …Mulahiza farmayay zara…
ps: From Dada Abbaa’s Journal

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

:hehe: Thanks for sharing Dada Abba..

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

:blush:

Itni lambi… post… kon parre :snooty:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

Sari parnay ki zaroorat nahin.. :stuck_out_tongue: Thora thora parhogi to samjh aa jaye gi.. :halo:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

:hehe:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

^

Chilly thora bhi nahi parh sakti na..
just read Dada Abba and title :blush: itna kaafi hei na??

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay...

lol, thanks guys for sharing your smiling faces :-)
I liked it so i thought i must share it with you gusy :-)

keep on msiling :-) always...

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

^

eveyn :rolleyes:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

:rolleyes:
:rolleyes::rolleyes:
:rolleyes::rolleyes::rolleyes:

:devil:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

^

Innuuuuuuuuuuu kese ho aap? :blush:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

**pata nahi kesa hon mai **
mujay kesa hona chiay :rolleyes:

:devil:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

Aap to mery terha Dokhi legtey hain bhai:)
sub theek hain bhai

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

**dunya ka koi b banda na to sirf dukhi hota hay and na he sirf sukhi **
**dukh and sukh dono sath sath hotay hain insaaani ke is zindgi mai **
:slight_smile:
**ji ALLAH ka sukar hay sab theak hay **

:devil:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

Woh parkay tumko hansna aa gaya hai.. phir kaafi hai.. :smiley: Nahin to thora sa aur par lo.. :stuck_out_tongue:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

Innu wo kesi hein? my bhaabi unhe maara to nahi na :bailan:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

**wo b theak hay **
**aa jmai phopho ke terf gia he nahi **
kal n 2 din pehlay nahi mara liken 3 din pehlay khoob mara tha

:devil:

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay…

aap ki aankhain Mriza Tapak-nal Baig Tapak ki tarah lag rai hain :-p
ziaada na ghumain kaheen tapak na jain :s

waisay q rolla rai hain eyes ko ? :s

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay...

Chilled Da Milled,
ziada na parhwao angel ko, agar angel nay sab kuch parh lia to baqi log kia prahaingay ? :s

Dokhi,
aap ko konsa waala dukha hay ? :-(

IS,
namoonay (design) banana chooro eyes kay :-p

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay...

[QUOTE]
well, look at as I am quoating... what a Problemitic Girl ...Mulahiza farmayay zara...

[/QUOTE]

dada abba app mere qeemate mashweroon ko mazak nahi samjhain bulkay in ko apnay paloo say bandh lain ..jub app baray hon gay to app ko kaam ain gay

Re: --Yani ki Hadd ki bhi Hadd paar Kar di aap nay...

paloo to dadi ka hota hain dada ka to khussa mery nakis samajh ke mutabik