Re: Yakhdaan and Farghal
kahiiN aap meraa nick hii “phaiNkoo” na rakh deN! ![]()
buzurgwaar, ek lafz ke kaii ma’nii huaa karte haiN…ek ma’nii “bad_mazah” [something bad] ke bhii nahiiN…kia aapne kabhii kisii ko muNh banaa kar 'yaKh" kahte huye nahiiN sunaa?