Dilsay
1
yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
kisii ke saath sahii vo nazar to aayaa hai
karuu.N shikaayate.n takataa rahuu.N ke pyaar karuu.N
gaye bahaar kii suurat vo lauT aayaa hai
vo saamane thaa magar ye yaqii.n na aataa thaa
vo aap hai ke merii Khvaahisho.n kaa saayaa hai
azaab huup ke kaise hai.n baarishe.n kyaa hai.n
fasiil-e-jism girii jab to hosh aayaa hai
mai.n kyaa karuu.Ngaa agar vo na mil sakaa ‘Amjad’
abhii abhii mere dil me.n Khayaal aayaa hai
Koyal
2
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
tu after all wo ap ko mil he gaya ..:p
PS: nice slection :)
Dilsay
3
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
Mila nahi abhi tu siraf dhoonda hai… dekhna hai ka pehchanta behi hai ka nahi
Koyal
4
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
oh really dil se dhoonho gaye tu pehchan he jaiey gha ap ko koi na koi...kisi ko apni pehchan karwany se pahlay us ki pehcan bohat zarori hia :p
Dilsay
5
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
aaj kal sach ka kami see hai
Koyal
6
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
waqie afreeka main such kam milta
hamarey yahan wesay kafi hia chaiey import xport karin shoro 
Dilsay
7
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
Aap ko kis nay kaha ka main afreeka main hoon?
Koyal
8
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
hmmmmmm
Dilsay
9
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
Still want to know
Koyal
10
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
guess u told me u movin:rolleyes:
Dilsay
11
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
I dont think i told you anyway…
Azad
12
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
hummm
Dilsay
13
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
Aap hmmmmmmmm he koyoon kartay rahtay hoo aap ka pat kharab hai kiya?
Re: yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
mai.n kyaa karuu.Ngaa agar vo na mil sakaa ‘Amjad’
abhii abhii mere dil me.n Khayaal aayaa hai
Wah…
Tnx for Sharing 