**Yahi aarzoo rahi umr bhar k muhabatain meray sath hon..
Koi aisa jurm nahi kia k wazahatain meray sath hon…
Faqat ek shaks ki aarzoo mai guzar rahi hy zindagi..
Yeh talab nahi k tamam shehar ki chahatain meray sath hon…
Yeh nahi keh raha mai jo milay usay hamsafar hi banaon mai…
Jo tamam umr nibah sakay woh rafaqatain meray sath hon…**
Re: Yahi aarzoo rahi umr bhar k muhabatain meray sath hon..
**Faqat ek shaks ki aarzoo mai guzar rahi hy zindagi..
Yeh talab nahi k tamam shehar ki chahatain meray sath hon...
tamam shehr ki chahaten gali paR gai to lag pata jae ga.. insaan her kisi ko khush nahin kar sakta
**
Re: Yahi aarzoo rahi umr bhar k muhabatain meray sath hon..

LP
4
Re: Yahi aarzoo rahi umr bhar k muhabatain meray sath hon..
Yeh nahi keh raha mai jo milay usay hamsafar hi banaon mai…
Jo tamam umr nibah sakay woh rafaqatain meray sath hon…
:k:
Re: Yahi aarzoo rahi umr bhar k muhabatain meray sath hon..
Wah … :k: