yahan apni apni bari par …
sab hnstay hen sab rotay heian,
dil to sab k hota he or dukh b sab k hotay hein…
kuch ashk dilon pr girtay hein
kuch matti mein mil jatay hein…
kuch lafz ada ho jaty hein …
kuch honton mein sil jaty hein…
mana k adhuray rehtay hein…
pr khawab to sab k hotay hein…
kuch kho kr b paa lety hein…
kuch paa kr b kho detay hein…
YAHAN APNI APNI BARI PR
sab hanstay hein sab rotay hein…**
Re: yahan apni apni bari par
hmm read it way back ago
Re: yahan apni apni bari par
uuuuuuuuuuffffffffffff....... kuch yaad aa giya .... .. ... v nice .... too guddddd
Re: yahan apni apni bari par
gooooooooooood
Re: yahan apni apni bari par
very nice
Re: yahan apni apni bari par
thanx......to all ov u
Re: yahan apni apni bari par
gooooooood one
Re: yahan apni apni bari par
Good One Sara...
Re: yahan apni apni bari par
nice sharing :)