Ek sahib Masjid mein namaz ke baad sajde mein jaa kar 10 minutes se ek hi dua maang rahe they ke…
“Yah Allah mujhe Cockroach bana de, Yah Allah mujhe Cockroach bana de”.
Imam sahib se raha na gaya…
Unho ne uss aadmi ko ek lagaya our danta ke yeh kiya behuda dua maang rahe ho.
Woh aadmi bola Imam sahib aap ko nahi pata.. meri biwi mujhse zyada Cockroach se darti hai.