Yadain

Who Teri Mulaqatain
Who Pyari Pyari Batain
Dil Main Na Janay Kyoun
Halchal Machain &&
Tu Mujhay Mill Jaye
Main Tujhay Mill Jawo
Jevan Teray Sang&&..
Apna Betaon

Who Tera Angan Main Anaa
Sargosheoun Main Batana
Dil Kay Daharaknay Ki Batain
Ankhoon Hi Ankhoon Main Janaa
Betabeyoun Ko Barhanaa
Kahan Bhoolon Ga Woh Din Woh Kahani
Bohat Yaad Ayaaa Gii Woh Aik Nadanii

Main Kiya Tha Aur Kahan Tha
Madhosh Sara Jahan Tha
Aik Moorr Kay Faslay Par
Tanhayoun Ka Sama Tha
Khoyaa Howa Asman Tha
Kahan Dhondoon Gaa Woh Din Woh Kahani
Kiss Ko Sunaoon Gaa Batain Pooranii
Woh Teri Mulaqatain
Woh Pyari Pyari Batain
Dil Main Najanay Kyoun

I Dedicate To Mr Mazhar

bahut khoob !

:k:

beautiful:k:

Madhosh Sara Jahan Tha
Aik Moorr Kay Faslay Par
Tanhayoun Ka Sama Tha
Khoyaa Howa Asman Tha
Kahan Dhondoon Gaa Woh Din Woh Kahani
Kiss Ko Sunaoon Gaa Batain Pooranii
Woh Teri Mulaqatain

Nice selction :k:

:k:

Zabardasttttttt Mrs M

Thanks @ll 4 reply :)

Re: Yadain

[QUOTE]
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *
Who Teri Mulaqatain
Who Pyari Pyari Batain
Dil Main Na Janay Kyoun
Halchal Machain &&
Tu Mujhay Mill Jaye
Main Tujhay Mill Jawo
Jevan Teray Sang&&..
Apna Betaon

Who Tera Angan Main Anaa
Sargosheoun Main Batana
Dil Kay Daharaknay Ki Batain
Ankhoon Hi Ankhoon Main Janaa
Betabeyoun Ko Barhanaa
Kahan Bhoolon Ga Woh Din Woh Kahani
Bohat Yaad Ayaaa Gii Woh Aik Nadanii

Main Kiya Tha Aur Kahan Tha
Madhosh Sara Jahan Tha
Aik Moorr Kay Faslay Par
Tanhayoun Ka Sama Tha
Khoyaa Howa Asman Tha
Kahan Dhondoon Gaa Woh Din Woh Kahani
Kiss Ko Sunaoon Gaa Batain Pooranii
Woh Teri Mulaqatain
Woh Pyari Pyari Batain
Dil Main Najanay Kyoun

I Dedicate To Mr Mazhar
[/QUOTE]

zubardust hai thax for shering