bholati hoon tujhe lekin barabar yaad karti hoon,
samjh main nahi ata mai kio kar yaad karti hoon,
gaye the tujh se milne magar pyase palat aye,
abhi tak teri aankhon ke woh sagar yaad karti hoon,
wohi tu hai jo mujh ko khoon ke aansoo rulata hai,
usi be-dard insan ko mai aksar yaad karti hoon,
tumhari be-neyazi ka asar ulta liya mai ne,
tumhein tu ab mai pehle se bhi bhar kar yaad karti hoon…
Re: Yad karti Hoon
acha yaad kerti haiN :)
Re: Yad karti Hoon
samjh mai ajaye to hum ko bhi batana ![]()
Re: Yad karti Hoon
:k: nice
Re: Yad karti Hoon
shab kia samjna chahti ho........
Sheal..... yad karti hain se apko koi Aitraz............
Thanks for all for sharing your views...........
and Nikami tum kidher ho..........
Re: Yad karti Hoon
Nice One Immu..:k: