Yaad karoon ga to ro paroon ga,
Na yaad karoon ga to bhool jaoon ga.
Koi samaj nahin ati kya karoon
Teri bin jee bhi to na paoon ga
Sahil pe kare ho kar awaz doon ga
Tere bin mein adoora hoon
Muj ko bata tere baghair jee kar kya karoon ga.
Woh muskurahtein, woh baatein kahan se laoon ga
Jis ko teri zindagi ki adaat par chuki ho
A poem made by hubby on my last day in Pakistan with him (as I was coming back in France after shaadi)