Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Qateel Shifai sahib ka kalaam hai:

**Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango
apane hee gale ke liye talavaar na maango
**

** gir jaaoge tum apane masihaa kee nazar se
mar kar bhii ilaaj-e-dil-e-bimaar na maango**

** khul jaayegaa is tarah nigaahon kaa bharam bhi
kaanton se kabhi phuul kee mahakaar na maango **

** sach baat pe miltaa hai sadaa zahar kaa pyaalaa
jinaa hai to phir jine ke izahaar na maango
**

** us cheez kaa kyaa zikr jo mumkin hee nahiin hai
seharaa men kabhii saayaa-e-diivaar naa maango **

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Indeed :hinna:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Itna depress mut hoye. :slight_smile:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Bohat Khoob Ehsan..:k:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Nice sharing EB …:k:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

chakoo chhuri pistol hi mange ge fikr not :crying:

btw nice hai jitni samj ae :hehe:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

v nice choice.

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Poori ghazal hi kamaal hey, lekin maqta to la'faani hey...ehsan bhi barra ehsan hey aap ka :)

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Beautiful ghazal :-)

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

kia baat hai qateel sahab ki
bht khob
thanks for sharing

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

I guess Qateel Sahab never heard of bonnie and clyde

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

Nice one EB :k: And last sher is just amazing :k:

Re: Yaaro kisi qaatil se kabhi pyar na maango

just awesome ehsan uncle :k: