yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

bus mujhay aik line yaad hai … it’s a romantic number …

“lafzon mein keh na sakoun, bin keh bhi reh na sakoun”

can anyone tell me what’s the name of this song, and the movie …

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

**is this the one?

**https://www.youtube.com/watch?v=7WLg1RgBksg

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

haan farrah bolo, is it this one? ^ :hmmm:

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

haaaaaaaannnn haan haan haaaan :smiley:

yehi hai yehi hai!

shukriya shukriya nawazish mehrbani :meeno:

**
haN ji Farrah Bol diiN DP…she got it :slight_smile: dekho tumhaarii fellow Dchchan kii help kar di na maiN…meri jai jai kaar kareN u sab mil ke hahaha…kaisi ho Dil? kahan thiiN baba? nazar nai aaying :(**

**
dekhaa ji! kaise maiN ne DhoonDh niklaalaa…kahte ahiN n a k jab lagan ho to Khudaa bhi mil jaataa hai…yeh to sirf ek gaanaa thaa lol…i’m glad u got the song u were looking for :)**

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

:hmmm:

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

gana nahin ata to singer ban jao waisy bhi dhang ka gata kon hai ajkal

**hahaha…lagtaa hai tum ne mujhe nahiiN sunaa bhii…iimaan se merii aawaaz meN is qadar dard hai, is qadar dard hai, is qadar dard hai k:





























sunne waale ke kaan meN dard ho jaaye :cb:**

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

** aap ny mery lyrices nahin suny abhi warna aap ko gha kar itny kachy andy tamatar perty kah awaz ka dard badan kah dard main tabdeel ho jata **

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

That was abhijit sawant . . wasn't he?

Re: yaar m ujhay gana nahi yaad araha .. ye kaunsa hai?

aap ki farmais mp3 mein:

MEGAUPLOAD - The leading online storage and file delivery service