Re: " YAAR KO HUMNE JA BA JA DEKHA "
"Hum ko yaan dar dar phiraaya Yaar ne!
Laa makaan mein ghar banaaya Yaar ne!
Sirf ik adnaa tamaashe ke liye!
Hum ko sooli par charhaaya Yaar ne!
Sirr o shaan e be Niazi khul gayi!
Jis taraf rukh ko phiraaya Yaar ne!"
- Hazarat Shah Niaz Barelvi Rahamatallahu Alaihi.
Darwesh ki haalat ko darwesh hi jaane hai!