yaar ko hum ne ja baja dekha

Shehr e Zaat OST - Full Song _ Yaar Ko Humne _ Abida Parveen


Restored attachments:

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

I watched shehr e zaat :smiley:

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

but wht does it mean …yaar ko humne ja ba ja dekha ?

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

jis se muhabbat ho jae wo her jaga dikhta hai

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Ahan
Kitabi batain :stuck_out_tongue:

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

But yaar agar Allah ko consider kia jae to her jaga hota hai

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Allah isnt yaar

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Allah becomes your yaar, when you completely submit yourself

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Chalo shukar hai dekh liya phr na kehna nhe dekha yaar ko kabhe !

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

no no…Allah aur uske banday ka rishta…dosti yaari ka nahi hai…
dono mai bohot farq hai

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Allah aur Bande k beech hi to asl muhabbat aur dosti ka rishta hota hai.. tabhi to Wali ullah aur habib ullah ki terms Quran o Hadees main mojod hain

Re: yaar ko hum ne ja baja dekha

Matlab yeh keh muhabbat ki patti jab bandh jaey tou her jagah bas mehboob he nazar aata hai …khwabon mein khayalon mein