Dilsay
1
Yaar ko hum nay ja ba ja dekha
Kaheen zahir kaheen choopa dekha
Kaheen mumkin howa kaheen wajib
Kaheen fani kaheen baqa dekha
Kaheen wo badsha e takht nasheen
Kaheen qasa leay gada dekha
Kaheen wo zar lebasay mashooqa
Bar saray naz aur ada dekha
Kaheen ashiq naiz ke soorat
Seena briyan aur dill jaza dekha
Koyal
2
Re: Yaar ko hum nay ja ba ja dekha
:)
Azad
3
Re: Yaar ko hum nay ja ba ja dekha
khoob
ps. itna ziyada bhi na daikhain ke sari binaii hi kharch ho jay gi.
Re: Yaar ko hum nay ja ba ja dekha
Wah... Nice.. :)
And. Arz kia hay..
*Teri AnkhooN maiN humne kia dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha.... *
Re: Yaar ko hum nay ja ba ja dekha
gr8