:hmmm: UK main itne toofan kiyun aate hain? kis ko yaad karte hain goray?
Re: yaadon ne toofan utha rakha hai
isi aas pe darwaza khula rakha hai
aur chor ghar ka safya kar k chal deay
Re: yaadon ne toofan utha rakha hai
per Uk main itne toofan kiyun aate hain?