yaadon ki shama

roshni ka nayaa khuaab aankhon men thaa

aandhiyon men magar shamma jalti rahi

raat gehri rahee, raat thehri rahee

thhi akeli buhut, shammaa jalti rahi

Very nice:)

:k:

Buhat khub, Naqsh(image) bhi or shairi bhi:rose:

Zabradast:k:

Waah kia baat hey, koyal ne dil ka diya jalaayaaaaaa!!!
bahut aala shairi !

Re: yaadon ki shama

thanks 4 liking

Re: yaadon ki shama

nice sharing