^^~ YaadainN ~^^



------------------------------------------




Bheegi Rutoo’n Main Aksar


Palkoo’n Par Ashkoo’n K Charaagh Saja Kar


Aaj Bhi


Najanay Kyun


Tujhay


Aankhain Talaash Karti Hain


Bas


***Tayree Yaadain Udaas Karti Hain ***



===============



Re: ^^~ YaadainN ~^^

Bahut aa'laa PK and thanks for coming back to poetry forum ... :)

Re: ^^~ YaadainN ~^^

Good One Precious^Khan..:k:

Re: ^^~ YaadainN ~^^

:lajawab:
** yaadain
sari tanha hain

jeewan main kon ye rehta he ,

anjani kitni batain hain ,
socho to ye kon kehta he …
milta he jab b kaheen rastaa,
yaadon se uthta he aik dunwaan
dil ko yehi samjhana he ,
jo pal mila usay jana he,
ja k mager yadon main ana he …

                         **yaadain**

**

Thanx :~)

Thanx AryaaN :~)

Buhat Khoob S J :~)

Re: ^^~ YaadainN ~^^

buhat changay g .....

Re: ^^~ YaadainN ~^^

Thanx Bhaand g :~)