Yaad

**hum he mein ne thee koi baat yaad na tum ko aa sakay
tum ne hamein bohla diya, hum na tumhein bohla sakay
tum he na sun sakay agar qisa ghum sunay ga kon
kis ke zaba kohlay gee phir, hum na agar sunaa sakay
ronaq bazm ban gayay, lab pe haqayatein rahien
dil mein skaten rahe lab na magar hela sakay
soq-e-vesaal hai yahaan, lab pe sawal hai yahan
kis ke mejaal hai yahaan hum se nazar mila sakay:snooty:
**

very nice :flower1: hum main na thek koi baat yaad na tum co Aa sakay

Wah:k:…

You know what just right not i am listening that ghazal sung by gajit singh...

bhut khoob

humm

^^ thanks everyone:flower1:

Dilsay------------akalay akalay sun lliya mujhe solha bhi nahi mare:teary1::smiley:

Azad----------:hoonh:

hum he mein ne thee koi baat yaad na tum ko aa sakay

Waqee .. oor bhala kia baat ho sakti hay

yeh tareef kar rahay ho yah tanz:mudhosh:

:smack: lain jee gaii bhainss panii main

:rotfl: okey seriously i don’t know what the hell r u talking about:sleep2:

Hell o theek hay jee jahan rahain khush rahain .. :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

Hell o theek hay jee jahan rahain khush rahain .. :D
[/QUOTE]

jee BAHII JAAN ap ke duaaien hain:p

hum kiay sulaha martay… aap phir kahtee ka mind your own business…

[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *

jee BAHII JAAN ap ke duaaien hain:p
[/QUOTE]

:D