Ab terey ashk meiN hoNtoN sey chura leta hooN
haath sey khud inheiN poNcho gi to yaad aaooN ga
shaal pehnaaey ga ab kaun december meiN tumheiN
baarishoN meiN kabhi bheego ge to yaad aaooN ga
koi yaad karay yah na karay hum yaad delay deyte hain ... congrats on ur 100 posts ... I wonder i got only 400+ in so many years and you are 101 in less than 100 hours.
Hum haway tum howay ke mir howay
khir
Allah aap ke paRosiyon ko sabar day and enjoy ur stay on GupShup
Thanks
Thanks Azad…
![]()
hummmmmm
nice:k:
woh mere naseeb ke baresain kese aur ke caht pe bars parein
![]()
Barsat
ghazal kisi ke.......
Barsta ka badal to deewana hai kiya janay
Kis raah say bachna hai kis shatt ko bhgona hai....
;)
Re: Yaad
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ab terey ashk meiN hoNtoN sey chura leta hooN
haath sey khud inheiN poNcho gi to yaad aaooN ga
shaal pehnaaey ga ab kaun december meiN tumheiN
baarishoN meiN kabhi bheego ge to yaad aaooN ga
[/QUOTE]
:( beautiful
Re: Barsat
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
ghazal kisi ke.......
Barsta ka badal to deewana hai kiya janay
Kis raah say bachna hai kis shatt ko bhgona hai....
;)
[/QUOTE]
hum:)
jis semat bhi dehkoon nazar aata hai ke tum ho
aa jan-e-jahan yeh koi tum sa hai ke tum ho
Ghane'ray shaam main uRtay howay Jognu ka rishta hay
Jawab
Gazal kisi kee....
Mohabatoon main deloon ko ajeeb dahraka sa
Na janay kon kis jagaha rasta badal jaya....
Itna he kafi hai....
Re: Jawab
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Gazal kisi kee....
Mohabatoon main deloon ko ajeeb dahraka sa
Na janay kon kis jagaha rasta badal jaya....
Itna he kafi hai....
[/QUOTE]
ghazal kisi ke..
and thanks for nice sher.sahee kaha ap ne.ab mein ap se behass nahi karoon gee.woh ARIFNAWAZ ne aik ghazal post ke thee.us ka pehle line kuch is trha thee
baat niklee to phir door talak jayee gee
Kitni
Jaab duri behi qurbat ka ahsas diliya tu phir duri nahi rahtee.... nikalnay doo jitni door nakal saktee hai baat.....
ghum phir taza ho jaye ga:(
Gum ko taza he rahna chahiya
Mainay pala hai inhain baray piyar say
Ay mola maray gum ko jawani dana..
kia baat hai:):k:
bhut achay:k: