Yaad !

***Yoon Saleqay Se Yaad Aatay Ho

Jesay Barish Ho Waqfay Waqfay Se !!***

Re: Yaad !

yani tarteeb-e-karam ka bhi saleeqa tha usay
usnay pat-thar bhi uThaya mujhay pagal kar kay

welcome back