aj bhi teri yaad main ansoo bahata hai koi
tere ane ki aas main diye jalata hai koi
to kitna hai be khabar a jan e janan
to kiya jane teri yaad main her pal merta hai koi
kiya ja bhi to rooth’ta hai her choti si baat per
kiya meri tarah tujhe roz manata hai koi
aj bhi chalta hai teri yaadon ka tasalsul
her sans k saath teri yaad main tarapta hai koi
her pal bina tere na pooch kaise guzar raha hai
a zalim
teri judai ki ag main her roz jalta hai koi
jiia
6
Re: ••••• Yaad •••••
to kitna hai be khabar a jan e janan
to kiya jane teri yaad main her pal merta hai koi
BEKHABAR nahi
koe khas lafz hy punjabika us k liay
her pal bina tere na pooch kaise guzar raha hai
a zalim
teri judai ki ag main her roz jalta hai koi
usko pata hy sb
esi liay to nahi puchta
jiia
7
Re: ••••• Yaad •••••
aj bhi teri yaad main ansoo bahata hai koi
tere ane ki aas main diye jalata hai koi
aik shair yaad agaya
HAMNE UNKI YAAD ME TUB BHAR DIA
VO AAEY ORR NAHA KR CHALE GAE:snooty:
Re: ••••• Yaad •••••
kaash pata hota 
m listening pyar main dil pe maar dy goli ly ly meri jaan 
un ko bathtub wesy b bht pasand hy 