Yaad

Jiinki yaad dil mein hai nishani ki tarah…,
Woh toh bhool gaye humko kahani ki tarah…!!

Re: Yaad

Aap bhi unko afsanay kee tarah bhula dein.

Re: Yaad

Tarbooz main laya 60 rupe kilo kisi qeemti nishani ki tarah
kaata to to zalim beh gaya bilkul pani ki tarah :bummer:

Re: Yaad

Mein to bhula don per yeh kambhakht Dil