Barri Gustaakh hai teri Yaad, isse tamieez sikha do…
Dastak bhi nhi deti aur dil main utar jaati hai …
Re: Yaad
Nice. :k:
Re: Yaad
aa he basay hain aap meri rooh main agar
mujh ko meray wujood se bahar na phnkeay ![]()
Re: Yaad
issko maar parney wali hai ![]()
Re: Yaad
kis koooooooooooooooooooooooooooo
, waisay meray kaam he aisay hain ![]()
Re: Yaad
yad hi SULTAN RAHI HI:mad:
Re: Yaad
hmmmm right ![]()
Re: Yaad
![]()
Re: Yaad
Aap bhi to LOCK rahko darwaza…
Khulam chorny pay to koi bhi dakhil ho sakta hy…
Re: Yaad
aainda aae to kaan se pakad ke bahir nikal dena.. aakhir privacy bhi koi cheez hoti hai :cobra: