aaj humein aap logon kii bohat yaad aa rahe thei:teary1:
Kya aap bhi hum ko isi tarha yaad kartay hain?
aaj humein aap logon kii bohat yaad aa rahe thei:teary1:
Kya aap bhi hum ko isi tarha yaad kartay hain?
nahi hum kyun kasnay lage
ap logon ko dekh dekh ke hi to jeetay hain hum
hum halidays mana rahe hain
:aq:aap?
App humein nahi janteen:shikra:?
Re: yaad
ji bohot yaad aa rahi hai flooder mamu ![]()
Re: yaad
Uff Allah! yaad aur aap ko hum sab ki? ho hi nahi sakta waisay isskay peechay bhi koi baat hogee jo itna makhan lagaya jaa raha hai :p
Re: yaad
main tou 2 din sey gs par aai hi nahi thee, issliyah aap ki yaad tou kya kisi ki bhi yaad nahi aai ![]()
Re: yaad
ji hum aap ko nahi jaantay
![]()
aap ziada over nahin ho rahe kia
hadh ke dairay main reh kar baat karain ![]()
GHUSTAAKHHHHH!!!
hum saltanat-e-gupshup ke badshah hain:o
baree mehrbani hai aap ki ![]()
Re: yaad
meharbani kaisi
yeh to ek dost ka dosray dost pe haq hai keh os ko yaad kiya jae
Re: yaad
phir kya kahna chahiyah tha? :D