yaad

ae mujay bhoolnay walay teri khushiyoun ki qasam
mujh ko ab kuch bhi teray gham k siwa yaad nahin


tumhien tu sukh aa gaye muyassar tumhien tu hum yaad nahi
mgr ye bataou hum jo chahien tu kis tarah bhulayein tum ko

Aaj phir yaad bohat aaya woh
aaj phir us ko dua di hum nay

koi to baat hai us main yaro
her khushi jis pay luta di hum nay

^ Nice.. :k: * wo kehta tha hum daaim hien sub log fanii hien su ab sub log hien uski kahawat yaad aatii hai*

m leaving now tata. . :wave:

ok thanx 4 nice collection sharing

ab kay youn dilko saza di humne
uss ki har baat tak bhula di humne
aak akk phool bhout yaad aya
shakh-e-gul jab jala di humne

Yaad rakhoo tu dil ke paas hien hum
Bhool jaao tu fasily hien bohot......

kamal bhai and HH :flower1:

yaade.n chalii.n Khayaal chalaa ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ka_ii naamabar chale
dil ko sa.nbhaalate rahe har haadase pe ham
ab kyaa kare.n ki Khud tere gesuu bikhar chale

buhut khoob Nazi sis

Zafar aadmi usko na jaanye ga, wo ho kesa hi sahib e fehmo zaka
jese aish mein yaad e khuda na rahi, jese teesh mien khoof e Khuda na raha

:) Good to Read ... Tnx Dears :)

u welcom G

:flower2: Very nice u both:flower2:

yaadon ki hawaayein kuchh garm hui hai
mausam ko aaj meri aahein milne lagi

buhut khoob reet G

Yaad-e-maazi, gham-e-amroz, umeed-e-farwa
kitne saaye mere saath chala karte haiN

Boaht achey.. sabhi ni ne kamaal ka likha hai.

thanx Aryaan