Tanhahi mein rote hain wo, hothon pe tabassum hai to kya hua,
zindagi jeete hain wo, har zahar peete hain to kya hua!
hum duaon mein unki khushiyan mangte rahe,
humsafar unko mila aur hamein tanhayee to kya hua!
hum saath unke chalne ki koshish karte rahe,
manzil unko mili aur hum bhatakte rahe to kya hua!
kabhi naa chahaa humne unke ghar mein andhera,
raushni ke liye apna aashiyan jal gaya to kya hua!
aaj bhi apni parchhayion mein dhoondta hoon use,
yaad to taaza hai hum maazi hue to kya hua!!!
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
nice

very touchy,
tehreem ur intikhaab is just wonderful

Nice one tahreem:-)

wao…very nice tahreem :k: Thanx for sharing ![]()
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
:k:

thanks ds
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
very touchy,
tehreem ur intikhaab is just wonderful
thanks AL
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
Nice one tahreem:-)
thanks GUL
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
thanks Amal
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
thanks Prince
Re: yaad to taaza hai hum maazi hoye tow kiya hoa
jasbaton se bhara huwa....aur bahot zabardast :)