Koyal
1
*
mosam-e-bahar jab guzar gay’a tu yaad aa’ya
dil k soonay aa’nghaN maiN shzjar naya laganay they
yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
manday’rooN se magar wo ik ik uranay they
hawa’ooN ka guzar na ho qafiloN ko khabar na ho
kuch is tarha se qadmoon k nishaaN mitanay they*
Daagh
2
bahot khoob koyal jee :)
hawa'ooN ka guzar na ho qafiloN ko khabar na ho
kuch is tarha se qadmoon k nishaaN mitanay they
kya kehne :)
smilly
3
Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
zaberdest
thx for sharing:k:
Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
hamari saada lohi to daikho aay logoN
ubb saayay ki talaash hay jab shaam dhal gai…
bohat achay koyal :k:
Koyal
6
Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
thanks and nice sher too
janay us shakas ko kesa ye hunar aa'ta hia
shaam hoti hai tu ankhon maiN uter ata hia
Re: Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
aisa to koi hunar nahi…bass zarra nawaazi hay 
Koyal
8
Re: Re: Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
kis per
kis ki 
Re: Re: Re: Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
Phuppa ki…Phuppi par :halo: 
Amal
11
Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
Lovely stuff Koyal:k:…thanx for sharing:)
WiseGuy
12
Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
mosam-e-bahar jab guzar gay'a tu yaad aa'ya
dil k soonay aa'nghaN maiN shzjar naya laganay they
yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
manday'rooN se magar wo ik ik uranay they
hawa'ooN ka guzar na ho qafiloN ko khabar na ho
kuch is tarha se qadmoon k nishaaN mitanay they*
[/QUOTE]
BOhat khoob KOYAL Ji,
Thank you for sharing. :)
Koyal
16
thanks smilly,GKK,MQ,BR..:)
Koyal
17
Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
thanks
Re: Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se

Koyal
19
Re: Re: yaad k prindooN ka saath tha hamesha se
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
BOhat khoob KOYAL Ji,
Thank you for sharing. :)
[/QUOTE]
:)