~*~*~* Yaad hai janaan ~*~*~*

Yaad hai janaan
Bichartay waqt
Tu ne mujh se kaha thaa
Kay
Mein tujhe yaad na karoon
Haan
Mein tujhe yaad nahe karta
Lekin
Phir bhi na janay kyun
Kuch soch kar
Mere ansoo
Bilawaja he
Meri palkein bhigo detay hain …

Re: ~~~* Yaad hai janaan ~~~*

:k:

Re: ~~~* Yaad hai janaan ~~~*

Sha'er bhi kia kamaal ki cheez hai,,,
Itni bari baat, sirf ek mukhtasir say jumlay main keh deta hai...

Wah Wah Wah...

Bohut khoob farmaya aapnay...

Really,,,
It touches my heart...