Yaad-e-Mustafa (SAW)

Haar waqat teri yaad dill maiN rahay ay kash dill aisa ho jay Tasawoor tera hi hi haar dhum rahay ay kash ya haal-e-muhabat ho jay AnkhooN maiN barsat lag jay jaab yaad teri ajay Hath uhtaooN dua kay liya to yahi duaa maiN magay jaooN Ay kash meri rooh Madinay maiN hi niklay! Sabaz gumbad ko dekehooN to ya Allah usi dhum meri jaaN niklay Ho Muhabat ka ya haal kay tery qadmooN maiN akhiri basira banay.

Subha.:slight_smile:

Subhan Allah …:k: and thanks for sharing

Mein Madinay ki gali ka koi kutta hota
Kaash hota na mein insaan Madinay walay …

JazakAllah :flower2:

JazakAllah :)

Thanks all.....

&
It was my pleasure.....:)

:-)

SubahnAllah.... :)