Yaade mazzi na keyoun aziz rahay
baateen iss shaher key nomayaan thein
khouf tha na koei khatar sub kou
kam aatay tha loug tousroun kay
peyar he pyar tha pehla her soo
wan na banawat, or na dik hawa tha
tha agar kouch khas tu, woh yeh tha
aik tousray ka , aytibar bouhat
nagoziar waqt main, tha et tehad bouhat
jaihl la tay tha woh mil kay her moushkil
koun kahta hai meri fikr-e- mazie hai galat
yaad e mazzi azab hai yeh he, hai sunna
yaade mazzi na hou darakhshan agar
zinda dargour sub karein khoud kou