Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
Khud ko phir aaj hum aazmaanay chalay
Diwana kar gayi hamaiN to fun ki lagan
Aur uqta kay dost sub puraanay chalay
Dard pi kar chalay phir hum to ku-e-gazal
Chalay phir say rasam-e-ulfat nibhaanay chalay
Tu na umeed ki ab to koi lau bhi baaqi
“Sagar”ab yeh ziNdagi kis bahaanay chalay
------------------------
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
**Buhat, khoob, **Brijinder
Daanie
3
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
buhut khoob :)
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
Very nice. Thanks for sharing.
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
Thanx for the words of appreciation.
Brijinder"sagar"
reet
6
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
nice sharing........!
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
Good one :k:
Re: Yaad-e-guzishta muhabbat jagaanay chalay
Thanx everyone
brijinder"sagar"