yaad aya

Re: yaad aya

mir abbas and ghazal rizvi both have a nice collection of poetry:k: keep it up.
but remember dil pay nahin laina ka.
kionki zindagi 4 din ki aur is ko enjoy kar kay guzarnay ka:cool:

Re: yaad aya

very right. i m agreed with u.:balley:

Re: yaad aya

THANXXXXXXX IF U AGREED WAQAS.:) BUT ITS $ UR OWN BENIFIT.

Re: yaad aya

Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya

Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya..

Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala
Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya..

Jo mere dard ko seene main chupa laita tha
aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya..

Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha
aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya...

Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi
aaj jab dil nay bulaya tu bohot yaad aaya...

*Mere jevan ki her khushi main wohi tha bus *

aaj jab yaad woh aaya tu bohot yaad aaya.....

woww...bohttttttttttt bohttttttttttt khobb...nice choice...

Re: yaad aya

excellent

Re: yaad aya

Wonderful.... Khush rahoo

Re: yaad aya

Ghazel ji... kiya baat hai....subhanallah !
Yeh sher aapki nazr:

Shaam Bhi Thi Dhuan Dhuan, Dil Bhi Tha Udaas Udaas
Dil Ko Kai Kahaniyaan " Yaad " Si Aake Rah Gayeen !

Re: yaad aya

thnx all my friends

Re: yaad aya

Dil dharakne ka sabab yaad aya
wo teri yaad thi ab yaad aya

buhat khoob jee thanks for sharing :k:

Re: yaad aya

thanx *ZU *