Yaad aongi

**Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaongi

Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoongi

Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
Bhigo’ge tum jab bhi baarish main main yaad aaongi

Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
Parho’ge jab bhi koi shairi main yaad aaongi**

Re: Yaad aongi

Woh boli kon aksar yaad ata hai udaasi main
Mian bola kuch puraney raastey, bachpan or ek lerki

Re: Yaad aongi

Nice poetry

nice addition :)

Re: Yaad aongi

Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoongi

ye "dil ki kasak" koi koh-kaaf ki makhlook tu nahi ?

Re: Yaad aongi

:faizy: mkd?? khaireeyat

Re: Yaad aongi

I read these somewhere yesterday. Socha likh doon :phati:

Ji sab kheriyat :smack:

Re: Yaad aongi

Nice sharing Mama ki Dua...

Re: Yaad aongi

good 1