Yaad Aaye

Jab Chand Ne
Chandni Se Sargoshiyan Ki…

Jab Phoolon Ne
Shabnum Ko Chooma…

Jab Samandar Ne
Lehron Ko Baahon Mein Samaya…

Jab Sooraj Ne
Kirnon Ko Chaha…

Jab Aankhon Ne
Kuch Adhoore Khwaab Sajaaye…

Tho Mujhe Tum Yaad Aaye…

:):)

Re: Yaad Aaye

nice

Re: Yaad Aaye

Zaalim kya yaad karwa diya :slight_smile:

khush raho :bb:

Re: Yaad Aaye

so sweet :)

Re: Yaad Aaye

kya yaad aya??..hahah :slight_smile:

aap bhi khush rahein :slight_smile:

Re: Yaad Aaye

Its beautiful.

Re: Yaad Aaye

thank youuu :)