Bohot dinoon baad main nay soocha to yaad aaya
Keh meray ander ki rakh k dhair per abhi tk
Teray zamanay likhay hoay hain
Bohot dinoon baad main nay soocha to yaad aaya
Keh main bhi kitna badal gaya hoon
Bichar k tujh say
Kaye’e lakeeroon main dhal gaya hoon
Main apnay cigarette kay bay irada dhoai’n ki soorat
Hawa main tehleel ho gaya hoon
Na dhoond meri wafa kay naqsh - e - qadam kay raizay
Keh main to teri talash kay bay kinar sehra main
Njanay kis rah main kho gaya hoon
Re: Yaad Aaya
NajaanaY kiss rah maiN kho gayaa hooN ![]()
shaair kaa naam kiyaa hai ![]()
Re: Yaad Aaya
yay shair ka naam sab say mushkil kaam hai meray liyay :(
Re: Yaad Aaya
vaisay thanks AQ
Re: Yaad Aaya
Another lovely piece Sheal :k: You have got a nice taste :k: Thanx for sharing it with us ![]()
Re: Yaad Aaya
Keh main to teri talash kay bay kinar sehra main
Njanay kis rah main kho gaya hoon
very nice ![]()
Re: Yaad Aaya
nice sharing sheal :)
Re: Yaad Aaya
Thank you shab :)
Re: Yaad Aaya
Very Well Done.. :k:
Re: Yaad Aaya
thankyou nikami ji and lal :P
Re: Yaad Aaya
very nice :k:
Re: Yaad Aaya
Amazing Nazam :k:
Re: Yaad Aaya
Thanks :D
Re: Yaad Aaya
Wounderful! Bahut Accha taste aap ka "bhi" :)