Be iraada hee yaad aate hain
Kuch zyada he yaad aate hain..!!
Re: Yaad aate hain..
to, yuN kaheN na k:
**
jinheN ham bhoolnaa chaaheN, vo aksar yaad aate haiN
buraa ho is moHabbat kaa, vo kiuN kar yaad aate haiN!** ![]()
Re: Yaad aate hain..
Yad-e-maazi azaab hai Ya-Rab,
Cheen lay mujh se hafizaa mera,
Re: Yaad aate hain..
koshish karein k iradatan yaad karein,phir kam yaad aein gy
Re: Yaad aate hain..
app office join ker lein ![]()
Re: Yaad aate hain..
office ka kaam kon kary ga
Re: Yaad aate hain..
![]()
Re: Yaad aate hain..
A cigarette that bears a ** lipstick’s** traces … An airline ticket to ** romantic places** ..
![]()