Suna hay waqt marham hay
Zamanay bhar kay zakhmoon ka
So ik din bhar hi jain gay
Jo ghao choray jatay ho
magar jab bhi koi sadma
kahin say bhi milay mujh ko
Gamoon ki sab rutoon main tum
Bhut hi yaad aatay ho..
Re: Yaad Aatay Ho…
Very nice… Tnx for Sharing Billo ![]()
Re: Yaad Aatay Ho.....
u r wellcome janaab
Re: Yaad Aatay Ho.....
Billo jee kon say zakhmoon ka marham talash kar rahi hain aap
Re: Yaad Aatay Ho…
Tum ko khud par shak kun ho raha hay???
main nay tumhara name tu nahi lia:)
Re: Yaad Aatay Ho…
Ya Khudaa ab k ye kis rung main ayee hay bahar
Surkh hi surkh hay pairoon pay hara kuch bhi nahi
chahoo to merray hathoon ki talaashi lay loo
Meray haathoon main lakerron k siwaa kuch bhi nahi
Bus yaar ye hi es zindagi ka almiaa hay … yahi meray saath hoa hay …i thought i found someone but my dear this world is of many colors wo kehtay hain na
Main to es soch main sahil pay khara doob gaya
Kitnaa gahraa teray daryaa ka kinara ho ga
But thats life
Re: Yaad Aatay Ho…
Wah jii Wah buhat achchay..waisay itnay dinioo’n say kahan ghaib theen aap :)..lagta hay zakhmoo’n k liyay marham talash kar raheen theen …
Re: Yaad Aatay Ho.....
nice one janab! :)
Re: Yaad Aatay Ho…
Marham milnay say phelay hi chala gaya ![]()
Re: Yaad Aatay Ho…
Phir say Try karo DONT LOSE HEART
Re: Yaad Aatay Ho.....
Main to es soch main sahil pay khara doob gaya
Kitnaa gahraa teray daryaa ka kinara ho ga
Bohut khoob.
Re: Yaad Aatay Ho…
waqee
Re: Yaad Aatay Ho…
Ji Han Ji Koi Shak?
Re: Yaad Aatay Ho.....
Jee acha
Re: Yaad Aatay Ho.....
achi hey nazam app ki billo
Re: Yaad Aatay Ho…
kahan ???![]()
Re: Yaad Aatay Ho.....
Lovely...
A very nice one of Aamir bin Ali
I like it as well
Thanks for sharing