hum nain khushion ki tarha dukh bhi ikathay daikhay hain
safa zeest ko palto gay to yad aaoon ga
isi andaaz mein hotay thay mukhatib mujh say
khat kisi aur ko likho gay to yaad aaoon ga
sard ratoan kay mehktay huway sanatoan mein
jab kisi phool ko choomoa gay to yaad aaoon ga
ab to yah ashak mein honton say chura laita hoon
haath say inhain khood poonchoa gay to yaad aaoon ga
shaal pehnaye ab kon december mein tumhain
barishoan mein bheego gay to yaad aoon ga
is mei shamil hai meray bakht ki tareki bhi
tum seeh rang jo pehno gay to yaad aoon ga
best Regards
Dilsay
2
is mei shamil hai meray bakht ki tareki bhi
tum seeh rang jo pehno gay to yaad aoon ga
beautiful.... yaad aoon ga... great
Thank You Very Much DilSay
Jaate jaate vo mujhe achchhii nishaanii de gayaa
Umr bhar doharaa'uNgaa aisii kahanii de gayaa.
best regards
Dilsay
5
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
Thank You Very Much DilSay
Jaate jaate vo mujhe achchhii nishaanii de gayaa
Umr bhar doharaa'uNgaa aisii kahanii de gayaa.
best regards
[/QUOTE]
jatay jatay vo kuch tu de gayaa
zindagi bhar roo oon ga asi kahani de gayaa
by Dilsay