Yaaaaad

Re: Yaaaaad

:hat: :eek: :hayaa:

Ittni Khoubsurat Nazam kis nay likhi hay :hmmm:
BTW aik dafa main nay youtube par aik video daikhi thi aur yah pic bhi uss main shamail thi :smiley:

Re: Yaaaaad

Naam tu sannan ahamd likha howa hay :hmmm:

Re: Yaaaaad

:mash: ittnay mashhoor sher ko aap jantay hain kia :eek:

Re: Yaaaaad

nai bala mai kese jaan sakta hon :@:

Re: Yaaaaad

Autograph lay doon kia :@:

Re: Yaaaaad

nai autograph mai b smoking e smoking ho gi :barbie:

Re: Yaaaaad

kis ne likhi :crying:

Re: Yaaaaad

Bhi kia matlub :emmy:

Kisi azeem shaer key lagti hay :hmmm:

Re: Yaaaaad

azeem wuh to nai jo aik bar aap ko daewoo me mila tha jis ne u ke chips ka packet kha lia tha aik aik kar ke :hehe:

Re: Yaaaaad

Naheen uss bacharay nay to apna peanut ka small packet bahawalpur tuk aik aik moong phali kha kar khatam kia tha :smack2:

Re: Yaaaaad

pehle the u ne kaha tha wuh chips they :crying:

Re: Yaaaaad

Banday ka naam naheen pata Azeem tha kah Naeem :cobra:

Re: Yaaaaad

banday ka naam azeem hi tha :hehe:

Re: Yaaaaad

aab yaad naheen :teary2: haan Bus main moujoud AIR HOSTESS ka naam yaad hay :omg: :rotfl:

Re: Yaaaaad

:omg:

Re: Yaaaaad

Yaqeen karo aik dafa aik bus adday kay bahir main nay likha daikha tha Hamri Bus main Air Hostess kay sath safar karain :hehe:

Re: Yaaaaad

:nono: safar nahin suffer likha hoga.

BTW, mera ek dost kal PIA ki flight se Karachi se Islamabad ja raha hai, and he is asking ‘local flights pe air hostess hoti hain kia? Kaisi hoti hain?’

Re: Yaaaaad

Yaqeen karo aik dafa PIA key international flight main Air Hostasaa aur woh bhi Darhi walla aa gia tha head phone dainay :smack2: main nay tou foran refuse kar dia :barbie: ta kah jub air hostess aay to maang loon ga :wink:

Re: Yaaaaad

lovely sharing