ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
yaa misl-e-saba awaara thaY ya ghaR seY niqalna mushkil hai
likhteY rahaY khooN dil se jisaY taa’eed-e-nigha dost maiN hum
ab is afsaanaY ka unwaaN badalna mushkil hai
Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
very nice :k:
Amal
November 6, 2002, 10:40am
6
Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
*Originally posted by NikamiJano: *
ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
yaa misl-e-saba awaara thaY ya ghaR seY niqalna mushkil hai
bohat hi khoob NikamiJi :k:…thanx for sharing:)
Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
yaa misl-e-saba awaara thaY ya ghaR seY niqalna mushkil hai
[/QUOTE]
very Nice NJ sis :)Thanks for sharing
Pramod
November 6, 2002, 4:02pm
8
ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
bahot achha sher hai bahna. specially 2nd misra to bahot hi achha hai.
thanks for sharing.
very very very nice nikamijano
:k:
*Originally posted by NikamiJano: *
ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
yaa misl-e-saba awaara thaY ya ghaR seY niqalna mushkil hai
likhteY rahaY khooN dil se jisaY taa’eed-e-nigha dost maiN hum
ab is afsaanaY ka unwaaN badalna mushkil hai
Very Nice NJ…, yeh Western Ppl bhi afsanoo pur yaqeen rukhtay hain?
Mohsin Naqvi Says…
log har baat kaa afsaana banaa lete hai.n
sub ko haalaat kii rudaad sunaayaa na karo
ye zaruurii nahii.n har shaKhs masiihaa hii ho
pyaar ke zaKhm amaanat hai.n dikhaayaa na karo
shahar-e-ehasaas me.n pattharaav bahut hai.n ‘Mohsin’
dil ko shiishe ke jharo.nkho.n me.n sajaayaa na karo
.
[QUOTE]
*Originally posted by Muddi: *
Niceeeeeeeeeeeee:))
[/QUOTE]
shukriaaaaaaaaa aur ap hain kahan ap k warant niqaly huwey hain kisi k hathoon jaldi se judge k katharey main hazir hoon warna wo ap ko ghar se uthany a jaien ghi ;)..phir na kahna khabar nahi ki.....:)
thanks chando g ...SB..gazal kisi ki...lamhay sis..ab kesi tabieat hia ap ki..:) keep smilling ..:) okkkk
mashoom g tusi har waqat:nono: :teary3:
shhhhhh
http://www.jordysworld.de/emoticons/liebe74.gif
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
bahot achha sher hai bahna. specially 2nd misra to bahot hi achha hai.
thanks for sharing.
[/QUOTE]
shukria Pra g.....!
Re: Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
thanks AMal ..wesay suchi suchi bata dain daar k marey tu nahi na tareaf kar rahya…
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
Very Nice NJ…, yeh Western Ppl bhi afsanoo pur yaqeen rukhtay hain?
Mohsin Naqvi Says…
log har baat kaa afsaana banaa lete hai.n
sub ko haalaat kii rudaad sunaayaa na karo
ye zaruurii nahii.n har shaKhs masiihaa hii ho
pyaar ke zaKhm amaanat hai.n dikhaayaa na karo
shahar-e-ehasaas me.n pattharaav bahut hai.n ‘Mohsin’
dil ko shiishe ke jharo.nkho.n me.n sajaayaa na karo
.
:k:
Westren ppl ap ko pata hia khud he chaltey phirtey Afsana hotey hain unhin fursat kahan k Eastren ki tarha kisi Yaqeen k chaker main parey…
Re: Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
very Nice NJ sis :)Thanks for sharing
[/QUOTE]
thanks Gul_e_Tea..zara nawazi ap ki ap ki tashreaf yahan ati warna Nikami kis qabil..:)
Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
Oh God kitna sach hai yeh!! mujh pe bhee yeh raaz abhee khula yeh parh ke
Re: Re: yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
oh bari dair ki mehrban atey atey..:)…hamin be ab pata chala k ap phooloN main daman uljaey bethey thay…(btw ye phool hain kis baagh ka)