Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

Khain aarzooy-e-safar nahee khain manziloon ki khaber nahi Khain rasta hi andher hay khain paa nahee khain per nahi

Mujhey izterab ki chah thi mujhey baykali ki talash thi
Inhee khawahishat kay jurm main koi gher nahee koi dar nahi

Koi chand tootey ya dil jaley ya zameen khain say ubal parey
Hum aseeray sauratey hal hain humain hadsat ka dar nahi

Ay haway-e-mausam-e-ghum zara mujhey sath rakh marey sath chal
Marey pass marey kadam nahee marey pass mari nazar nahi

Ya jo umer bher ki riaztain ya nagar nagar ki musafitain
Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

V nice Shabo :) *

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

nice as always

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

bohat umda shab jee..

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

beautiful choice...kabhi bhi aap ki choice buri nahi rahi...trust me..ur choice is always awsome..thanx

SaQi… Shab-e-Hijar ki choice hamesha lajawaab hoti hai..:k:

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

:k: veryyyy nice

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

Nice sharing shab :k:

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

very nice :)

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

khoob :k:

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

Hum aseeray sauratey hal hain humain hadsat ka dar nahi

waah kia kahnay !!!

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

very nice Shabbo..

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

boht he Aala....

Re: Ya tu roug hain mah-0-sal kay yeh tu gardashain hain safar nahi

beautiful choice