ehsan
1
****Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
jo hath jigar pey hai woh dast-e-dua hota
ik ishq ka Ghum afat aur us pe ye dil afat
ya Ghum na diya hota ya dil na diya hota
Gairon sey kaha tum ney gairon se suna tum ne
kuch hum se kaha hota kuchh ham se suna hota
ummid to bandh jaati taskin to ho jaati
vada na vafaa karate vada to kiya hota
nakam-e-tamana dil is soch mein rahata hai
yuun hota to kya hota yuun hota to kya hota
**
**
LP
2
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
beautiful
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
Amazing :k:
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
Chai surrrrrrrrr surrrr kar ke drink karen aur ghum bhol jain 
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
boht aala :k:
Koyal
6
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
beautiful sharing :)
UZ
7
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
A treat to read very nice :k:
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
Tum bhi surr kar k Chai piyo aur Rona band karo na 
beautiful , 500 baar paRhi huwi hay
share karney ka shukriya
UZ
9
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
is ki to had ho gaii 5000 time
Itna kalma parhtay to apnay aap ko maaf kara chukay hotay 
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
aap ney 1 Zero ziyada laga diya hay 
Re: Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
bohat khoob EB :-)

bht khob