Ya Rub Gham-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Houta....

Ya Rub Gham-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Houta
Ju Haath Jigar Pay Hai Woh Dast-e-Dua Houta

Ik Ishq ka Gham Aafat Uss Pay yey Dil Aafat
Ya Gham Na Diya Houta Ya Dil Na Diya Houta

Ghairoun Say Kaha Tum Nay Ghairoun Say Sunna Tum Nay
Kuch Hum Say Kaha Houta Kuch Hum Say Sunna Houta

Umeed Tu Bundh Jaati Taskeen Tu Hou Jaati
Vada Na Wafa Kartay Vada Tu Kiya Houta

Nakaam-e-Tamana Dil Iss Souch Main Rehta Hai
Yun Houta Tu Kiya Houta Yun Houta Tu Kiya Houta

Re: Ya Rub Gham-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Houta…

bhot umda. :k:

“wo ehd ehd hi kya hai jisay nibhaao bhi” :slight_smile:

Thank u Abla Pa:)

bohat khoob :k:

Re: Ya Rub Gham-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Houta....

ahaa muddiji..mazaa aa gaya!

Thank u Shab:)


:) Thank u for liking JJW:)

kya koi dish thee :chai:

muddii bhai meinny nai parhi abhi :chai:

:slight_smile: Tu phir parhoo:)

Re: Ya Rub Gham-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Houta....

Ghairoun Say Kaha Tum Nay Ghairoun Say Sunna Tum Nay
Kuch Hum Say Kaha Houta Kuch Hum Say Sunna Houta

kuch ginay chunay shairon mai se jo mairay ko subani aatay hain
very nice janab!

haan..food for the soul :@:

Thank u Bhai:)


:)