**Ya mojaza hamaray khools e wafa ka hai
Kasay milatay warna daloon ko daloon say hum
Roz e azal say khoo e mohabat ata howee
Miltay hain dostoon ke taraha dooshmanoo say hum
In kay baghair zeest bari bay maza lagee
Manoos hoo gay hain bohat hadsoon say hum
Zooq e safar behi rakhtay hain manzal ka shook behi
Dartay nahi hain rah ke dooshwareyoon say hum
Hai zindagi andaharay ujalay ka silsla
Tasdeek kar rahay thay joognoon say hum**
Rasheed Saqi