Ya meri talaash ka jurm hai,

Ya meri talaash ka jurm hai,
ya meri wafa ka kasoor hai,
jo dil k jitney karib hai,
Woh nazar se utna hi door hai
Kismat ruth gayi dil ke tar tut gaye
aap jo ruth gaye sapne bhi tut gaye
baki rahe khazane mein do aasu
yaad aapki aayi to wo bhi lut gaye..<O:p
Dil ki hasrat zubaan par aane lagi
Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi
Ye deewangi thi ya meri nazar ka dhokha
Har cheez mein surat teri nazar aane lagi<O:p
Mujhe kisine bewafa ka nam diya,
Sathi ne jaisa zehar ka jam diya,
Jo kabhi kaha karte the,
Hame bhula mat dena,
Unhone hi bhul jane ka paigam de diya…!!!<O:p
DIL ka Rishta hai Hamara,
Dil k Kone mey hai Naam Tumhara.
Har Yad mey hai Chehra Tumhara,
Sath Nahi toh kya hua,
Zindagi bhar Dosti Nibhane ka
Wada hai Hamara.<O:p
Kabhi teri Palkon me Jhilmilau main,
Tere Khayaalon me khud ko Bhul jaun main,
Beech Samundar me Jaakar daga mat dena,
Kaho to kinaare per hi DOOB jaun main.<O:p
Sitam ko humne berukhi samjha
Pyaar ko humne bandagi samjha
Tum chahe hume jo bhi samjho
Par humne to tumhe apni zindagi samjha.<O:p

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

v v v v v v good. great.

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

v nice

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

:k:

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

Thanks every one.

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

marvellous :blush:

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

bohat khoob!!!!!!!!
:)

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

superb!

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

Thanks korn666,SJ and Moonmine.

Re: Ya meri talaash ka jurm hai,

wonderful sharing :)